जो लोग ग़म-ए दिल ko gam-e- jahan me villen kar dete hain, unke pas zero-balance ki lutf uthane ka hunar hota hai aur badappan unke pichhe bhagta hai, aur log mane na mane ve apne cko bada mante hain, ve khud itne bade hote hain ki kisi ko chhota dikhane ki koshish nahin karte, ve mant doo ki tarah bade hote hain, jo kahte hain: "khuda kabhi maf nahi karta, khuda se bhi bada hai saadat hasdan manto". 2. aise log jinke bare men ek bhutpurva communist (Soviet Union ke vikhrao ke bad bahut se communist bhutpurva ho gaye, lekin ye sajjan antaryami the aur uske kafi pahle hi bhutpurva ho gaye) ki ek achhi kavita hai, "bade log bahut bade hote hain, angreji school ke padhe hote hain. ..................." ye log kafi well-connected hote hain, inke sources satta ki tah-dar-tah hote hain, sanjay gandhi indira gandhi nkre kan men kya kahte hain inhe sunaii dete hain, ye roj bikte hain, itna bik chuke hote hain, ki samajh nahi pate ki press conference men bmw se jayen, ya .. (aur kisi mahangi car ka nam hi nahi yaad).
orakash bhai inse kahiye sponsored op-ed page articles likhen, tata-vedanta ki 5-staR "INTELLECTUAL MEETS ATTEND KAREN" SAMMAN KE RUP MEN KEEMTI TOHFE SWEKAR KAREN, SWYAM AGRAWAL YA TATA SE MILNE KA SUIABHAGYA PRAPT KAREN, DUNIYA KE BADE-SEE BADE PATRAKAR UNKO BAHUT BADA PATRAKAR MANENGE, SIRF PAHLE KISM KE SWAGHOSHIT BADE AADMI KO CHHODKAR. MARNE DO BEWAKUF KO.

No comments:
Post a Comment